Sher
zindagi ab is qadar saffak ho ja.egi kya
bhuuk hi mazdur ki khurak ho ja.egi kya

Raza Mauranvi
zindagi ab is qadar saffak ho ja.egi kya
bhuuk hi mazdur ki khurak ho ja.egi kya
bulate hain hamen mehnat-kashon ke haath ke chhale
chalo muhtaj ke munh men nivala rakh diya jaa.e
bulaate hain hamein mehnat-kashon ke haath ke chhaale
chalo muhtaaj ke munh mein nivaala rakh diyaa jaae
zindagi ab is qadar saffaak ho jaaegi kyaa
bhuuk hi mazdur ki khuraak ho jaaegi kyaa