Quote
"chala gaya jo mujhe chhoD kar na jaane kahan main us ke naam pe ye zindagi guzarun kyon"

Seema Naqvi
Seema Naqvi
"chala gaya jo mujhe chhoD kar na jaane kahan main us ke naam pe ye zindagi guzarun kyon"
"mujhe bhi haq hai miTa duun nasib ki syahi main apne hisse ki khushiyan kisi pe varun kyon"
chalaa gayaa jo mujhe chhoD kar na jaane kahaan
main us ke naam pe ye zindagi guzaarun kyon
mujhe bhi haq hai miTaa duun nasib ki syaahi
main apne hisse ki khushiyaan kisi pe vaarun kyon