Sher
hasil-e-kun bhi nigahon ka ishara to nahin
ye jo dil mujh men dhaDakta hai tumhara to nahin

Shahbaz Raja
hasil-e-kun bhi nigahon ka ishara to nahin
हासिल-ए-कुन भी निगाहों का इशारा तो नहीं
asman-dar-asman asrar mujh par khul ga.e
आसमाँ-दर-आसमाँ असरार मुझ पर खुल गए
kahin bhi khud ko kabhi be-nishan na hone diya
कहीं भी ख़ुद को कभी बे-निशाँ न होने दिया
gavara kaise karen us ki tamkanat 'shahbaz'
गवारा कैसे करें उस की तमकनत 'शहबाज़'
vo sar-e-mahfil baDhate ja rahe hain guftugu
वो सर-ए-महफ़िल बढ़ाते जा रहे हैं गुफ़्तुगू
hasil-e-kun bhi nigahon ka ishara to nahin
ye jo dil mujh men dhaDakta hai tumhara to nahin
asman-dar-asman asrar mujh par khul ga.e
main uDaya ja raha huun shahpar-e-jibril se
kahin bhi khud ko kabhi be-nishan na hone diya
safar kaThin tha magar ra.egan na hone diya
gavara kaise karen us ki tamkanat 'shahbaz'
ki kuchh to ham bhi hava apne sar men rakhte hain
vo sar-e-mahfil baDhate ja rahe hain guftugu
main magar katra raha huun baat ki tafsil se
haasil-e-kun bhi nigaahon kaa ishaara to nahin
ye jo dil mujh mein dhaDaktaa hai tumhaaraa to nahin
aasmaan-dar-aasmaan asraar mujh par khul gae
main uDaayaa jaa rahaa huun shahpar-e-jibril se
kahin bhi khud ko kabhi be-nishaan na hone diyaa
safar kaThin thaa magar raaegaan na hone diyaa
gavaaraa kaise karein us ki tamkanat 'shahbaaz'
ki kuchh to ham bhi havaa apne sar mein rakhte hain
vo sar-e-mahfil baDhaate jaa rahe hain guftugu
main magar katraa rahaa huun baat ki tafsil se