Sher
zamin-e-dil pe mohabbat ki ab-yari ko
bahut hi TuuT ke barsi ghaTa udasi ki

Shahida Majeed
zamin-e-dil pe mohabbat ki ab-yari ko
bahut hi TuuT ke barsi ghaTa udasi ki
kisi ne phir se laga.i sada udasi ki
palaT ke aane lagi hai faza udasi ki
kisi ne phir se lagaai sadaa udaasi ki
palaT ke aane lagi hai fazaa udaasi ki
zamin-e-dil pe mohabbat ki aab-yaari ko
bahut hi TuuT ke barsi ghaTaa udaasi ki