Shayari
dam na niklaa yaar ki naa-mehrbaani dekh kar
sakht hairaan huun main apni sakht-jaani dekh kar
S
Sheikh Bimar Ali BakhshSheikh Bimar Ali Bakhsh
Sheikh Bimar Ali Bakhsh
dam na niklaa yaar ki naa-mehrbaani dekh kar
sakht hairaan huun main apni sakht-jaani dekh kar
kaun pursaan hai haal-e-bismil kaa
khalq munh dekhti hai qaatil kaa
chashm-e-dilbar ne dil-e-zaar ki dildaari ki
aah bimaar ne bimaar ki gham-khvaari ki