Sher
vahi ab jaan ke dushman bane hain
bigaDi sab se jin ki dosti men
S
Siddiq Ahmad BenazeerSiddiq ahmad Benazeer
vahi ab jaan ke dushman bane hain
bigaDi sab se jin ki dosti men
kahe koi kis se satana tumhara
khuda.i tumhari zamana tumhara
jis ne ik baar bhi surat na tumhari dekhi
koi is aankh ka hota hai shumar ankhon men
kahe koi kis se sataanaa tumhaaraa
khudaai tumhaari zamaana tumhaaraa
jis ne ik baar bhi surat na tumhaari dekhi
koi is aankh kaa hotaa hai shumaar aankhon mein
vahi ab jaan ke dushman bane hain
bigaaDi sab se jin ki dosti mein