Quote
"naaz be-ja o lutf be-mauqa.a dilbaron ki ada hai kya kya kuchh"
T
Tek Chand BaharTek Chand Bahar
Tek Chand Bahar
naaz be-ja o lutf be-mauqa.a
ناز بے جا و لطف بے موقع دلبروں کی ادا ہے کیا کیا کچھ
hamen vaa.iz Darata kyuun hai dozakh ke azabon se
ہمیں واعظ ڈراتا کیوں ہے دوزخ کے عذابوں سے معاصی گو ہمارے بیش ہوں کچھ مغفرت کم ہے
nahin ma.alum kya hikmat hai shaikh is afrinash ki
نہیں معلوم کیا حکمت ہے شیخ اس آفرینش کی ہمیں ایسا خراباتی کیا تجھ کو مناجاتی
vahi ik asman hai jis ko ham tum taar kahte hain
وہی اک آسماں ہے جس کو ہم تم تار کہتے ہیں کبھی تسبیح کہتے ہیں کبھی زنار کہتے ہیں
kahte hain andalib-e-giraftar mujh ko dekh
کہتے ہیں عندلیب گرفتار مجھ کو دیکھ امید جیونے کی نہیں اس بہار میں
"naaz be-ja o lutf be-mauqa.a dilbaron ki ada hai kya kya kuchh"
"hamen vaa.iz Darata kyuun hai dozakh ke azabon se ma.asi go hamare besh hon kuchh maghfirat kam hai"
"nahin ma.alum kya hikmat hai shaikh is afrinash ki hamen aisa kharabati kiya tujh ko munajati"
"vahi ik asman hai jis ko ham tum taar kahte hain kabhi tasbih kahte hain kabhi zunnar kahte hain"
"kahte hain andalib-e-giraftar mujh ko dekh ummid jivne ki nahin is bahar men"
naaz be-jaa o lutf be-mauqaa
dilbaron ki adaa hai kyaa kyaa kuchh
vahi ik aasmaan hai jis ko ham tum taar kahte hain
kabhi tasbih kahte hain kabhi zunnaar kahte hain
kahte hain andalib-e-giraftaar mujh ko dekh
ummid jivne ki nahin is bahaar mein
hamein vaaiz Daraataa kyuun hai dozakh ke azaabon se
maaasi go hamaare besh hon kuchh maghfirat kam hai
nahin maalum kyaa hikmat hai shaikh is aafrinash ki
hamein aisaa kharaabaati kiyaa tujh ko munaajaati