Quote
"qarib aa na saka main tire magar khush huun ki mera zikr tiri dastan se duur nahin"

Tishna Barelvi
Tishna Barelvi
"qarib aa na saka main tire magar khush huun ki mera zikr tiri dastan se duur nahin"
"bas yahi ik kaam baaqi tha jo karna hai mujhe main mohabbat bo raha huun nafraton ke darmiyan"
qarib aa na sakaa main tire magar khush huun
ki meraa zikr tiri daastaan se duur nahin
bas yahi ik kaam baaqi thaa jo karnaa hai mujhe
main mohabbat bo rahaa huun nafraton ke darmiyaan