Zaki Mahfooz
tiri aavaaz-e-paa samjhaa thaa jis komire hi dil ki ye dhaDkan hai saahab
faqat ki thi himaayat sach ki main neye duniyaa jaan ki dushman hai saahab