Sher
yadon ki rail aur kahin ja rahi thi phir
zanjir khinch kar hi utarna paDa mujhe

Zehra Shah
jaise use qubul thaa karnaa paDaa mujhe
जैसे उसे क़ुबूल था करना पड़ा मुझे
mujh mein basne vaale shakhs ne mujh mein rahnaa chhoD diyaa
मुझ में बसने वाले शख़्स ने मुझ में रहना छोड़ दिया
vo mujh ko bhuul bhi jaae to hairaani nahin hogi
वो मुझ को भूल भी जाए तो हैरानी नहीं होगी
yahi nahin ki judaai mein maar detaa hai
यही नहीं कि जुदाई में मार देता है