SHAWORDS

charaagaahein nai aabaad hongi — Ali Zaryoun

HomeAli ZaryounGhazal
"charaagaahein nai aabaad hongi magar jo bastiyaan barbaad hongi main in aankhon ko paDh kar sochtaa huun ye nazmein kis tarah se yaad hongi kabhi phaansi nahin leinge dupaTTe ye saari laDkiyaan aazaad hongi"
Urdu

چراگاہیں نئی آباد ہوں گی مگر جو بستیاں برباد ہوں گی میں ان آنکھوں کو پڑھ کر سوچتا ہوں یہ نظمیں کس طرح سے یاد ہوں گی کبھی پھانسی نہیں لیں گے دوپٹے یہ ساری لڑکیاں آزاد ہوں گی

Hindi

चरागाहें नई आबाद होंगी मगर जो बस्तियाँ बर्बाद होंगी मैं इन आँखों को पढ़ कर सोचता हूँ ये नज़्में किस तरह से याद होंगी कभी फाँसी नहीं लेंगे दुपट्टे ये सारी लड़कियाँ आज़ाद होंगी

charāgāheñ na.ī ābād hoñgī
Ali Zaryoun
Ali Zaryoun
Ali Zaryoun
poet34 quotes