Shayari
kamaal-e-husn hai husn-e-kamaal se baahar
azal kaa rang hai jaise misaal se baahar
baat to kuchh bhi nahin thiin lekin us kaa ek dam
haath ko honTon pe rakh kar roknaa achchhaa lagaa
بات تو کچھ بھی نہیں تھیں لیکن اس کا ایک دم
ہاتھ کو ہونٹوں پہ رکھ کر روکنا اچھا لگا
बात तो कुछ भी नहीं थीं लेकिन उस का एक दम
हाथ को होंटों पे रख कर रोकना अच्छा लगा

kamaal-e-husn hai husn-e-kamaal se baahar
azal kaa rang hai jaise misaal se baahar
tiir aayaa thaa jidhar ye mire shahr ke log
kitne saadaa hain ki marham bhi vahin dekhte hain
vo saamne hai phir bhi dikhaai na de sake
mere aur us ke beach ye divaar kaun hai
jis taraf tu hai udhar hongi sabhi ki nazrein
iid ke chaand kaa didaar bahaana hi sahi
tumhi ne kaun si achchhaai ki hai
chalo maanaa ki main achchhaa nahin thaa
be-samar peDon ko chumeinge sabaa ke sabz lab
dekh lenaa ye khizaan be-dast-o-paa rah jaaegi