sabhi darvaaze khule hain miri tanhaai ke — Anjum Saleemi
sabhi darvaaze khule hain miri tanhaai ke
saari duniyaa ko mayassar hai rifaaqat meri
Urdu
سبھی دروازے کھلے ہیں مری تنہائی کے
ساری دنیا کو میسر ہے رفاقت میری
Hindi
सभी दरवाज़े खुले हैं मिरी तन्हाई के
सारी दुनिया को मयस्सर है रिफ़ाक़त मेरी

Anjum Saleemi
Anjum Saleemi
poet105 quotes