main chikhta raha kuchh aur bhi hai mera ilaaj
magar ye log tumhara hi naam lete rahe

Anjum Saleemi
Anjum Saleemi
Sherशेर
See all 73 →main chikhta raha kuchh aur bhi hai mera ilaaj
मैं चीख़ता रहा कुछ और भी है मेरा इलाज
1 views
saath barish men liye phirte ho us ko 'anjum'
साथ बारिश में लिए फिरते हो उस को 'अंजुम'
tum akele men mile hi nahin varna tum ko
तुम अकेले में मिले ही नहीं वर्ना तुम को
itna be-tab na ho mujh se bichhaDne ke liye
इतना बे-ताब न हो मुझ से बिछड़ने के लिए
uTha.e phirta raha main bahut mohabbat ko
उठाए फिरता रहा मैं बहुत मोहब्बत को
maan ki dua na baap ki shafqat ka saaya hai
माँ की दुआ न बाप की शफ़क़त का साया है
Popular Sher & Shayari
146 totalsaath barish men liye phirte ho us ko 'anjum'
tum ne is shahr men kya aag lagani hai koi
tum akele men mile hi nahin varna tum ko
aur hi tarah ke ik shakhs se milvata main
itna be-tab na ho mujh se bichhaDne ke liye
tujh ko a.ankhon se nahin dil se juda karna hai
uTha.e phirta raha main bahut mohabbat ko
phir ek din yunhi socha ye kya musibat hai
maan ki dua na baap ki shafqat ka saaya hai
aaj apne saath apna janam din manaya hai
patthar mein kaun jonk lagaaegaa mere dost
dil hai to mubtalaa bhi kahin honaa chaahiye
kisi tarah se nazar mutmain nahin hoti
har ek shai ko dobaara badal ke dekhtaa huun
Thiik se yaad bhi nahin ab to
ishq ne mujh mein kab qayaam kiyaa
barham hain mujh pe is liye donon taraf ke log
divaar uTh gai thi to dar kyuun banaayaa hai
main sab kaa sab mohabbat ke liye huun
so laa-mahdud muddat ke liye huun
kaisi hoti hain udaasi ki jaDein
aa dikhaaun tujhe dil ke reshe
Ghazalग़ज़ल
falak-nazhaad sahi sar-nigun zamin pe thaa main
फ़लक-नज़ाद सही सर-निगूँ ज़मीं पे था मैं
zuhur-e-kashf-o-karaamaat mein paDaa huaa huun
ज़ुहूर-ए-कश्फ़-ओ-करामात में पड़ा हुआ हूँ
jast bhartaa huaa fardaa ke dahaane ki taraf
जस्त भरता हुआ फ़र्दा के दहाने की तरफ़
raat tire khvaabon ne mujh par yuun arzaani ki
रात तिरे ख़्वाबों ने मुझ पर यूँ अर्ज़ानी की
ik duuje ko der se samjhaa der se yaari ki
इक दूजे को देर से समझा देर से यारी की
khaak chhaani na kisi dasht mein vahshat ki hai
ख़ाक छानी न किसी दश्त में वहशत की है





