Shayari
kahun ai zauq kyaa haal-e-shab-e-hijr
ki thi ik ik ghaDi sau sau mahine
ahliya boli 'ibaarat sab se mauzun hai yahi
dafn hai beva yahaan par maulvi marhum ki
اہلیہ بولی عبارت سب سے موزوں ہے یہی
دفن ہے بیوہ یہاں پر مولوی مرحوم کی
अहलिया बोली 'इबारत सब से मौज़ूँ है यही
दफ़्न है बेवा यहाँ पर मौलवी मरहूम की

kahun ai zauq kyaa haal-e-shab-e-hijr
ki thi ik ik ghaDi sau sau mahine
is vaqt vahaan kaun dhuaan dekhne jaae
akhbaar mein paDh leinge kahaan aag lagi thi
chaae bhi achchhi banaati hain miri begam magar
munh banaane mein to un kaa koi saani hi nahin
raat aai hai balaaon se rihaai degi
ab na divaar na zanjir dikhaai degi
ajiib lutf thaa naadaaniyon ke aalam mein
samajh mein aaiin to baaton kaa vo maza bhi gayaa
jo hansnaa hansaanaa hotaa hai
rone ko chhupaanaa hotaa hai