Duube hue taron pe main kya ashk bahata
chaDhte hue suraj se miri aankh laDi thi

Anwar Masood
Anwar Masood
Sherशेर
See all 51 →Duube hue taron pe main kya ashk bahata
डूबे हुए तारों पे मैं क्या अश्क बहाता
nursery ka dakhila bhi sarsari mat janiye
नर्सरी का दाख़िला भी सरसरी मत जानिए
main apne dushmanon ka kis qadar mamnun huun 'anvar'
मैं अपने दुश्मनों का किस क़दर मम्नून हूँ 'अनवर'
dil sulagta hai tire sard ravayye se mira
दिल सुलगता है तिरे सर्द रवय्ये से मिरा
is vaqt vahan kaun dhuan dekhne jaa.e
इस वक़्त वहाँ कौन धुआँ देखने जाए
raat aa.i hai balaon se riha.i degi
रात आई है बलाओं से रिहाई देगी
Popular Sher & Shayari
102 totalnursery ka dakhila bhi sarsari mat janiye
aap ke bachche ko aflatun hona chahiye
main apne dushmanon ka kis qadar mamnun huun 'anvar'
ki un ke shar se kya kya khair ke pahlu nikalte hain
dil sulagta hai tire sard ravayye se mira
dekh ab barf ne kya aag laga rakkhi hai
is vaqt vahan kaun dhuan dekhne jaa.e
akhbar men paDh lenge kahan aag lagi thi
raat aa.i hai balaon se riha.i degi
ab na divar na zanjir dikha.i degi
kahun ai zauq kyaa haal-e-shab-e-hijr
ki thi ik ik ghaDi sau sau mahine
is vaqt vahaan kaun dhuaan dekhne jaae
akhbaar mein paDh leinge kahaan aag lagi thi
chaae bhi achchhi banaati hain miri begam magar
munh banaane mein to un kaa koi saani hi nahin
raat aai hai balaaon se rihaai degi
ab na divaar na zanjir dikhaai degi
ajiib lutf thaa naadaaniyon ke aalam mein
samajh mein aaiin to baaton kaa vo maza bhi gayaa
jo hansnaa hansaanaa hotaa hai
rone ko chhupaanaa hotaa hai
Ghazalग़ज़ल
kaisi kaisi aayatein mastur hain nuqte ke biich
कैसी कैसी आयतें मस्तूर हैं नुक़्ते के बीच
main dekh bhi na sakaa mere gird kyaa gayaa thaa
मैं देख भी न सका मेरे गिर्द क्या गया था
ishaaraton ki vo sharhein vo tajziya bhi gayaa
इशारतों की वो शरहें वो तज्ज़िया भी गया
ab kahaan aur kisi chiiz ki jaa rakkhi hai
अब कहाँ और किसी चीज़ की जा रक्खी है
bajaT main ne dekhe hain saare tire
बजट मैं ने देखे हैं सारे तिरे
use to paas-e-khulus-e-vafaa zaraa bhi nahin
उसे तो पास-ए-ख़ुलूस-ए-वफ़ा ज़रा भी नहीं





