Shayari
kahun ai zauq kyaa haal-e-shab-e-hijr
ki thi ik ik ghaDi sau sau mahine
jamhuriyat ik tarz-e-hukumat hai ki jis mein
ghoDon ki tarah bikte hain insaan vaghaira
جمہوریت اک طرز حکومت ہے کہ جس میں
گھوڑوں کی طرح بکتے ہیں انسان وغیرہ
जम्हूरियत इक तर्ज़-ए-हुकूमत है कि जिस में
घोड़ों की तरह बिकते हैं इंसान वग़ैरा

kahun ai zauq kyaa haal-e-shab-e-hijr
ki thi ik ik ghaDi sau sau mahine
is vaqt vahaan kaun dhuaan dekhne jaae
akhbaar mein paDh leinge kahaan aag lagi thi
chaae bhi achchhi banaati hain miri begam magar
munh banaane mein to un kaa koi saani hi nahin
raat aai hai balaaon se rihaai degi
ab na divaar na zanjir dikhaai degi
ajiib lutf thaa naadaaniyon ke aalam mein
samajh mein aaiin to baaton kaa vo maza bhi gayaa
jo hansnaa hansaanaa hotaa hai
rone ko chhupaanaa hotaa hai