SHAWORDS

sukhan ke chaak mein pinhaan tumhaari chaahat hai — Arshad Abdul Hamid

sukhan ke chaak mein pinhaan tumhaari chaahat hai
vagarna kuza-gari ki kise zarurat hai
Urdu

سخن کے چاک میں پنہاں تمہاری چاہت ہے
وگرنہ کوزہ گری کی کسے ضرورت ہے

Hindi

सुख़न के चाक में पिन्हाँ तुम्हारी चाहत है
वगरना कूज़ा-गरी की किसे ज़रूरत है

Arshad Abdul Hamid
Arshad Abdul Hamid
Arshad Abdul Hamid
poet53 quotes