Shayari
is badalte hue zamaane mein
tere qisse bhi kuchh puraane lage
tum bhi ulTi ulTi baatein puchhte ho
ham bhi kaisi kaisi qasmein khaate hain
تم بھی الٹی الٹی باتیں پوچھتے ہو
ہم بھی کیسی کیسی قسمیں کھاتے ہیں
तुम भी उल्टी उल्टी बातें पूछते हो
हम भी कैसी कैसी क़समें खाते हैं

is badalte hue zamaane mein
tere qisse bhi kuchh puraane lage
kuchh na paa kar bhi mutmain hain ham
ishq mein haath kyaa khazaane lage
yahi rasta hai ab yahi manzil
ab yahin dil kisi bahaane lage
rang-e-dil rang-e-nazar yaad aayaa
tere jalvon kaa asar yaad aayaa
ek hansti hui badli dekhi
ek jaltaa huaa ghar yaad aayaa
dosti khun-e-jigar chaahti hai
kaam mushkil hai to rasta dekho