dil ko khayaal-e-yaar ne makhmur kar diyaa — Hasrat Mohani
dil ko khayaal-e-yaar ne makhmur kar diyaa
saaghar ko rang-e-baada ne pur-nur kar diyaa
Urdu
دل کو خیال یار نے مخمور کر دیا
ساغر کو رنگ بادہ نے پر نور کر دیا
Hindi
दिल को ख़याल-ए-यार ने मख़्मूर कर दिया
साग़र को रंग-ए-बादा ने पुर-नूर कर दिया

Hasrat Mohani
Hasrat Mohani
poet152 quotes