chupke chupke raat din aansu bahana yaad hai
ham ko ab tak ashiqi ka vo zamana yaad hai

Hasrat Mohani
Hasrat Mohani
Sherशेर
See all 87 →chupke chupke raat din aansu bahana yaad hai
चुपके चुपके रात दिन आँसू बहाना याद है
munhasir vaqt-e-muqarrar pe mulaqat hui
मुनहसिर वक़्त-ए-मुक़र्रर पे मुलाक़ात हुई
dava-e-ashiqi hai to 'hasrat' karo nibah
दावा-ए-आशिक़ी है तो 'हसरत' करो निबाह
dilon ko fikr-e-do-alam se kar diya azad
दिलों को फ़िक्र-ए-दो-आलम से कर दिया आज़ाद
khu samajh men nahin aati tire divanon ki
ख़ू समझ में नहीं आती तिरे दीवानों की
kabhi ki thi jo ab vafa kijiyega
कभी की थी जो अब वफ़ा कीजिएगा
Popular Sher & Shayari
174 totalmunhasir vaqt-e-muqarrar pe mulaqat hui
aaj ye aap ki janib se na.i baat hui
dava-e-ashiqi hai to 'hasrat' karo nibah
ye kya ke ibtida hi men ghabra ke rah ga.e
dilon ko fikr-e-do-alam se kar diya azad
tire junun ka khuda silsila daraz kare
khu samajh men nahin aati tire divanon ki
damanon ki na khabar hai na girebanon ki
kabhi ki thi jo ab vafa kijiyega
mujhe puchh kar aap kya kijiyega
gham-e-aarzu kaa 'hasrat' sabab aur kyaa bataaun
miri himmaton ki pasti mire shauq ki bulandi
raat din naama-o-paighaam kahaan tak doge
saaf kah dijiye milnaa hamein manzur nahin
'hasrat' bahut hai martaba-e-aashiqi buland
tujh ko to muft logon ne mashhur kar diyaa
taasir-e-barq-e-husn jo un ke sukhan mein thi
ik larzish-e-khafi mire saare badan mein thi
ham kyaa karein agar na tiri aarzu karein
duniyaa mein aur bhi koi tere sivaa hai kyaa
chhup nahin sakti chhupaane se mohabbat ki nazar
paD hi jaati hai rukh-e-yaar pe hasrat ki nazar
Ghazalग़ज़ल
dard-e-dil ki unhein khabar na hui
दर्द-ए-दिल की उन्हें ख़बर न हुई
taabaan jo nur-e-husn ba-simaa-e-ishq hai
ताबाँ जो नूर-ए-हुस्न ब-सिमा-ए-इश्क़ है
husn-e-be-mehr ko parvaa-e-tamannaa kyaa ho
हुस्न-ए-बे-मेहर को परवा-ए-तमन्ना क्या हो
phir bhi hai tum ko masihaai kaa daavaa dekho
फिर भी है तुम को मसीहाई का दावा देखो
apnaa saa shauq auron mein laaein kahaan se ham
अपना सा शौक़ औरों में लाएँ कहाँ से हम
har dil mein ik hujum-e-mohabbat hai aaj-kal
हर दिल में इक हुजूम-ए-मोहब्बत है आज-कल





