main apne aap se rahtaa huun duur eid ke din — Idris Azad
main apne aap se rahtaa huun duur eid ke din
ik ajnabi saa takalluf nae libaas mein hai
Urdu
میں اپنے آپ سے رہتا ہوں دور عید کے دن
اک اجنبی سا تکلف نئے لباس میں ہے
Hindi
मैं अपने आप से रहता हूँ दूर ईद के दिन
इक अजनबी सा तकल्लुफ़ नए लिबास में है

Idris Azad
Idris Azad
poet44 quotes