hoti nahin hai yunhi adaa ye namaaz-e-ishq — Khalilur Rahman Azmi
hoti nahin hai yunhi adaa ye namaaz-e-ishq
yaan shart hai ki apne lahu se vazu karo
Urdu
ہوتی نہیں ہے یوں ہی ادا یہ نماز عشق
یاں شرط ہے کہ اپنے لہو سے وضو کرو
Hindi
होती नहीं है यूँही अदा ये नमाज़-ए-इश्क़
याँ शर्त है कि अपने लहू से वज़ू करो

Khalilur Rahman Azmi
Khalilur Rahman Azmi
poet119 quotes