mere aur yaar ke parda to nahin kuchh lekin — Mushafi Ghulam Hamdani
mere aur yaar ke parda to nahin kuchh lekin
be-khudi biich mein divaar huaa chaahti hai
Urdu
میرے اور یار کے پردہ تو نہیں کچھ لیکن
بے خودی بیچ میں دیوار ہوا چاہتی ہے
Hindi
मेरे और यार के पर्दा तो नहीं कुछ लेकिन
बे-ख़ुदी बीच में दीवार हुआ चाहती है

Mushafi Ghulam Hamdani
Mushafi Ghulam Hamdani
poet836 quotes