Shayari
zinda rahne ke taqaazon ne mujhe maar diyaa
sar pe 'jaaved' ajab ahd-e-masaail aayaa
N
Nazar Javedapne hone ki arzaani khatm hui
mushkil se ye tan-aasaani khatm hui
اپنے ہونے کی ارزانی ختم ہوئی
مشکل سے یہ تن آسانی ختم ہوئی
अपने होने की अर्ज़ानी ख़त्म हुई
मुश्किल से ये तन-आसानी ख़त्म हुई
zinda rahne ke taqaazon ne mujhe maar diyaa
sar pe 'jaaved' ajab ahd-e-masaail aayaa
vaar har ek mire zakhm kaa haamil aayaa
apni talvaar ke main khud hi muqaabil aayaa
miTTi ki aavaaz suni jab miTTi ne
saanson ki sab khinchaa-taani khatm hui
ye to ai 'jaaved' guzre mausamon ki raakh hai
aakhirash kyaa DhunDhtaa hai tu khas-o-khaashaak main