uDaai khaak jis sahraa mein tere vaaste main ne — Nazm Tabatabai
uDaai khaak jis sahraa mein tere vaaste main ne
thakaa-maanda milaa in manzilon mein aasmaan mujh ko
Urdu
اڑائی خاک جس صحرا میں تیرے واسطے میں نے
تھکا ماندہ ملا ان منزلوں میں آسماں مجھ کو
Hindi
उड़ाई ख़ाक जिस सहरा में तेरे वास्ते मैं ने
थका-माँदा मिला इन मंज़िलों में आसमाँ मुझ को

Nazm Tabatabai
Nazm Tabatabai
poet36 quotes