de mujh ko bhi is daur mein saaqi sipar-e-jaam — Shah Naseer
de mujh ko bhi is daur mein saaqi sipar-e-jaam
har mauj-e-havaa khinche hai shamshir havaa par
Urdu
دے مجھ کو بھی اس دور میں ساقی سپر جام
ہر موج ہوا کھینچے ہے شمشیر ہوا پر
Hindi
दे मुझ को भी इस दौर में साक़ी सिपर-ए-जाम
हर मौज-ए-हवा खींचे है शमशीर हवा पर

Shah Naseer
Shah Naseer
poet127 quotes