Shayari
bahut dubli bahut patli hayaati hoti jaati hai
chapaati rafta rafta kaaghzaati hoti jaati hai

Abeer AbuZari
Abeer AbuZari
bahut dubli bahut patli hayaati hoti jaati hai
chapaati rafta rafta kaaghzaati hoti jaati hai
abhi to tujhe ek pheinTi lagi hai
abhi to tire imtihaan aur bhi hain
mili hai hukmraani des ki jab paarsaaon ko
to apni qaum kyuun phir vaardaati hoti jaati hai