gum to hona tha ba-har-hal kisi manzar men
dil hua khvab men gum aankh hui aab men gum

Akram Mahmud
Akram Mahmud
Sherशेर
See all 15 →gum to hona tha ba-har-hal kisi manzar men
गुम तो होना था ब-हर-हाल किसी मंज़र में
ab dard bhi ik had se guzarne nahin paata
अब दर्द भी इक हद से गुज़रने नहीं पाता
vaqt kahan ruka bhala par ye kise guman tha
वक़्त कहाँ रुका भला पर ये किसे गुमान था
mujh pe asan hai kahe lafz ka iifa karna
मुझ पे आसाँ है कहे लफ़्ज़ का ईफ़ा करना
hamesha ek si halat pe kuchh nahin rahta
हमेशा एक सी हालत पे कुछ नहीं रहता
ab dil bhi dukhao to aziyyat nahin hoti
अब दिल भी दुखाओ तो अज़िय्यत नहीं होती
Popular Sher & Shayari
30 totalab dard bhi ik had se guzarne nahin paata
ab hijr men vo pahli si vahshat nahin hoti
vaqt kahan ruka bhala par ye kise guman tha
umr ki zad men aa.ega tujh sa pari-jamal bhi
mujh pe asan hai kahe lafz ka iifa karna
us ko mushkil hai to vo apni suhulat dekhe
hamesha ek si halat pe kuchh nahin rahta
jo aa.e hain to kaDe din guzar bhi ja.enge
ab dil bhi dukhao to aziyyat nahin hoti
hairat hai kisi baat pe hairat nahin hoti
chaDhe hue hain jo dariyaa utar bhi jaaeinge
mire baghair tire din guzar bhi jaaeinge
ab dil bhi dukhaao to aziyyat nahin hoti
hairat hai kisi baat pe hairat nahin hoti
sitaara aankh mein dil mein gulaab kyaa rakhnaa
ki Dhalti umr mein rang-e-shabaab kyaa rakhnaa
do chaar baras jitne bhi hain jabr hi sah lein
is umr mein ab ham se baghaavat nahin hoti
bas itnaa yaad hai ik bhuul si hui thi kahin
ab is se baDh ke dukhon kaa hisaab kyaa rakhnaa
paanv uThte hain kisi mauj ki jaanib lekin
rok letaa hai kinaara ki Thahar paani hai
Ghazalग़ज़ल
nikal rahaa huun yaqin ki had se gumaan ki jaanib
निकल रहा हूँ यक़ीं की हद से गुमाँ की जानिब
koi hunar to miri chashm-e-ashk-baar mein hai
कोई हुनर तो मिरी चश्म-ए-अश्क-बार में है
aankh khulne pe bhi hotaa huun usi khvaab mein gum
आँख खुलने पे भी होता हूँ उसी ख़्वाब में गुम
sitaara aankh mein dil mein gulaab kyaa rakhnaa
सितारा आँख में दिल में गुलाब क्या रखना
aankhon mein khvaab taaza hai dil mein nayaa khayaal bhi
आँखों में ख़्वाब ताज़ा है दिल में नया ख़याल भी
chaDhe hue hain jo dariyaa utar bhi jaaeinge
चढ़े हुए हैं जो दरिया उतर भी जाएँगे





