Sher
gham ka sathi kaun hai ye soch kar tanha tha main
saath lekin mere 'nashtar' ro rahi thi chandni
A
Anwar Ahmad Qureshi NashtarAnwar Ahmad Qureshi Nashtar
jafaa-ju ne ki thi vafaa ittifaaqan
जफ़ा-जू ने की थी वफ़ा इत्तिफ़ाक़न
mire siine mein rah kar khud mujhi se dushmani kab tak
मिरे सीने में रह कर ख़ुद मुझी से दुश्मनी कब तक
bol duniyaa ke rasile ho gae
बोल दुनिया के रसीले हो गए
raat ik badnaam ghar ki ho rahi thi chaandni
रात इक बदनाम घर की हो रही थी चाँदनी