Sher
apni khushi se mujhe teri khushi thi aziiz
tu bhi magar jaane kyuun mujh se khafa ho gaya

Ashfaq Amir
apni khushi se mujhe teri khushi thi aziiz
अपनी ख़ुशी से मुझे तेरी ख़ुशी थी अज़ीज़
ye rog laga hai ajab hamen jo jaan bhi le kar Tala nahin
ये रोग लगा है अजब हमें जो जान भी ले कर टला नहीं
ab e'tibar pe ji chahta to hai lekin
अब ए'तिबार पे जी चाहता तो है लेकिन
ye raat aisi hava.en kahan se laati hai
ये रात ऐसी हवाएँ कहाँ से लाती है
apni khushi se mujhe teri khushi thi aziiz
tu bhi magar jaane kyuun mujh se khafa ho gaya
ye rog laga hai ajab hamen jo jaan bhi le kar Tala nahin
har ek dava be-asar ga.i har ek dua be-asar hui
ab e'tibar pe ji chahta to hai lekin
purane khauf dilon se kahan nikalte hain
ye raat aisi hava.en kahan se laati hai
ki khvab phulte hain aur zakhm phalte hain
ye rog lagaa hai ajab hamein jo jaan bhi le kar Talaa nahin
har ek davaa be-asar gai har ek duaa be-asar hui
apni khushi se mujhe teri khushi thi aziiz
tu bhi magar jaane kyuun mujh se khafaa ho gayaa
ab e'tibaar pe ji chaahtaa to hai lekin
puraane khauf dilon se kahaan nikalte hain
ye raat aisi havaaein kahaan se laati hai
ki khvaab phulte hain aur zakhm phalte hain
pahaaDi raaste par aabju ki aazmaaish hai
पहाड़ी रास्ते पर आबजू की आज़माइश है
ham jo dehaat se shahron ki taraf aae hain
हम जो देहात से शहरों की तरफ़ आए हैं
khilte phulon jaisi thi
खिलते फूलों जैसी थी
mujhe udaas bhi karte rahe mire andar
मुझे उदास भी करते रहे मिरे अंदर
haalaat se ham ulajh paDeinge
हालात से हम उलझ पड़ेंगे
guzre dinon kaa zikr huaa aur viraani ki baat chali
गुज़रे दिनों का ज़िक्र हुआ और वीरानी की बात चली