sarsari 'mir' ka divan nahin khulta hai
mukhtasar khulne men insan nahin khulta hai

Ashu Mishra
Ashu Mishra
Sherशेर
sarsari 'mir' ka divan nahin khulta hai
सरसरी 'मीर' का दीवान नहीं खुलता है
qubul kar ke ise rabta bahal karo
क़ुबूल कर के इसे राब्ता बहाल करो
yahan pe ah-o-fughan dard-o-gham ka naam nahin
यहाँ पे आह-ओ-फ़ुग़ाँ दर्द-ओ-ग़म का नाम नहीं
gharon se nikle hue vaqt par palaT aa.en
घरों से निकले हुए वक़्त पर पलट आएँ
Popular Sher & Shayari
8 totalqubul kar ke ise rabta bahal karo
kahin ye phuul miri akhiri pukar na ho
yahan pe ah-o-fughan dard-o-gham ka naam nahin
mira kalam hai ye 'mir' ka kalam nahin
gharon se nikle hue vaqt par palaT aa.en
koi charagh kisi baam par udaas na ho
sarsari 'mir' kaa divaan nahin khultaa hai
mukhtasar khulne mein insaan nahin khultaa hai
yahaan pe aah-o-fughaan dard-o-gham kaa naam nahin
miraa kalaam hai ye 'mir' kaa kalaam nahin
qubul kar ke ise raabta bahaal karo
kahin ye phuul miri aakhiri pukaar na ho
gharon se nikle hue vaqt par palaT aaein
koi charaagh kisi baam par udaas na ho
Ghazalग़ज़ल
tujh ko andaaze nahin raah ki dushvaari ke
तुझ को अंदाज़े नहीं राह की दुश्वारी के
ek patthar rakh liyaa hai sina-e-sad-chaak par
एक पत्थर रख लिया है सीना-ए-सद-चाक पर
ek patjhaD saa hai lagaa mujh mein
एक पतझड़ सा है लगा मुझ में
us ki qurbat mein huaa hai ye khasaaraa meraa
उस की क़ुर्बत में हुआ है ये ख़सारा मेरा
shahr-e-taarik ke jalte hue manzar dekho
शहर-ए-तारीक के जलते हुए मंज़र देखो
laakhon ki bhiiD mein bhi koi ham-nafas na ho
लाखों की भीड़ में भी कोई हम-नफ़स न हो





