jaane vaale ko kahan rok saka hai koi
tum chale ho to koi rokne vaala bhi nahin

Aslam Ansari
Aslam Ansari
Sherशेर
See all 12 →jaane vaale ko kahan rok saka hai koi
जाने वाले को कहाँ रोक सका है कोई
divar-e-khastagi huun mujhe haath mat laga
दीवार-ए-ख़स्तगी हूँ मुझे हाथ मत लगा
khafa na ho ki tira husn hi kuchh aisa tha
ख़फ़ा न हो कि तिरा हुस्न ही कुछ ऐसा था
jise darpesh juda.i ho use kya ma.alum
जिसे दरपेश जुदाई हो उसे क्या मालूम
zara si baat pe kya kya fasana-sazi hai
ज़रा सी बात पे क्या क्या फ़साना-साज़ी है
ham ko pahchan ki ai bazm-e-chaman-zar-e-vajud
हम को पहचान कि ऐ बज़म-ए-चमन-ज़ार-ए-वजूद
Popular Sher & Shayari
24 totaldivar-e-khastagi huun mujhe haath mat laga
main gir paDunga dekh mujhe aasra na de
khafa na ho ki tira husn hi kuchh aisa tha
main tujh se pyaar na karta to aur kya karta
jise darpesh juda.i ho use kya ma.alum
kaun si baat ko kis tarah bayan hona hai
zara si baat pe kya kya fasana-sazi hai
main khud bhi chahta kab tha ki dastan na bane
ham ko pahchan ki ai bazm-e-chaman-zar-e-vajud
ham na hote to tujhe kis ne sanvara hota
jaane vaale ko kahaan rok sakaa hai koi
tum chale ho to koi rokne vaalaa bhi nahin
divaar-e-khastagi huun mujhe haath mat lagaa
main gir paDungaa dekh mujhe aasraa na de
kise kahein ki rifaaqat kaa daagh hai dil par
bichhaDne vaalaa to khul kar kabhi milaa hi na thaa
khafaa na ho ki tiraa husn hi kuchh aisaa thaa
main tujh se pyaar na kartaa to aur kyaa kartaa
jise darpesh judaai ho use kyaa maalum
kaun si baat ko kis tarah bayaan honaa hai
ham ko pahchaan ki ai bazm-e-chaman-zaar-e-vajud
ham na hote to tujhe kis ne sanvaaraa hotaa
Ghazalग़ज़ल
umr ke aangan mein belein ban ke phailaa koi khvaab
उम्र के आँगन में बेलें बन के फैला कोई ख़्वाब
ab aur chalne kaa is dil mein hausla hi na thaa
अब और चलने का इस दिल में हौसला ही न था
vo nakhl jo baar-var hue hain
वो नख़्ल जो बार-वर हुए हैं
dars-e-aadaab-e-junun yaad dilaane vaale
दर्स-ए-आदाब-ए-जुनूँ याद दिलाने वाले
ghubaar-e-ehsaas-o-pesh-o-pas ki agar ye baarik tah haTaaein
गुबार-ए-एहसास-ए-पेश-ओ-पस की अगर ये बारीक तह हटाएँ
ik barg barg din ki khabar chaahiye mujhe
इक बर्ग बर्ग दिन की ख़बर चाहिए मुझे





