Sher
haa.e kitna latif hai vo gham
jis ne bakhsha hai zindagi ka shu.ur

Chandra Parkash Jauhar Bijnauri
haa.e kitna latif hai vo gham
jis ne bakhsha hai zindagi ka shu.ur
kabhi kisi ka tajassus kabhi khud apni talash
ajiib dil hai hamesha safar men rahta hai
tamam shahr ko hai jis pe naaz ai 'jauhar'
ik aisa shakhs hamare nagar men rahta hai
kabhi kisi kaa tajassus kabhi khud apni talaash
ajiib dil hai hamesha safar mein rahtaa hai
haae kitnaa latif hai vo gham
jis ne bakhshaa hai zindagi kaa shuur
tamaam shahr ko hai jis pe naaz ai 'jauhar'
ik aisaa shakhs hamaare nagar mein rahtaa hai
suuni suuni si hai har bazm-e-sukhan tere baad
सूनी सूनी सी है हर बज़्म-ए-सुख़न तेरे बाद
aisaa nahin ki ek miraa ghar udaas hai
ऐसा नहीं कि एक मिरा घर उदास है
kaun jaane ki takhayyul mein hain paikar kitne
कौन जाने कि तख़य्युल में हैं पैकर कितने
itnaa to irtibaat ho us sang-e-dar ke saath
इतना तो इर्तिबात हो उस संग-ए-दर के साथ
hui jab shama raushan bazm mein parvaane jaag uTThe
हुई जब शम्अ रौशन बज़्म में परवाने जाग उट्ठे
gul-o-saman nahin gulchin to khaar rahne de
गुल-ओ-समन नहीं गुलचीं तो ख़ार रहने दे