Sher
yahan to roz na.i afaton se paala hai
'husain' kitne ab a.enge karbala ke liye

Ejaaz Ahamd
yahan to roz na.i afaton se paala hai
'husain' kitne ab a.enge karbala ke liye
rah-e-hayat men lakhon the ham-safar 'ejaz'
kisi ko yaad rakha aur kisi ko bhuul ga.e
rah-e-hayaat mein laakhon the ham-safar 'ejaaz'
kisi ko yaad rakhaa aur kisi ko bhuul gae
yahaan to roz nai aafaton se paalaa hai
'husain' kitne ab aaeinge karbalaa ke liye