koi Thaharta nahin yuun to vaqt ke aage
magar vo zakhm ki jis ka nishan nahin jaata

Farrukh Jafari
Farrukh Jafari
Sherशेर
See all 8 →koi Thaharta nahin yuun to vaqt ke aage
कोई ठहरता नहीं यूँ तो वक़्त के आगे
mas.ala ye hai ki us ke dil men ghar kaise karen
मसअला ये है कि उस के दिल में घर कैसे करें
the us ke haath lahu men hamare gharq magar
थे उस के हाथ लहू में हमारे ग़र्क़ मगर
har roz dikha.i den sab log vahin lekin
हर रोज़ दिखाई दें सब लोग वहीं लेकिन
jism ke andar jo suraj tap raha hai
जिस्म के अंदर जो सूरज तप रहा है
ye aur baat ki vo tishna-e-javab raha
ये और बात कि वो तिश्ना-ए-जवाब रहा
Popular Sher & Shayari
16 totalmas.ala ye hai ki us ke dil men ghar kaise karen
darmiyan ke fasle ka tai safar kaise karen
the us ke haath lahu men hamare gharq magar
zara bhi sharm na aa.i use mukarte hue
har roz dikha.i den sab log vahin lekin
jab DhunDne niklen to milta hi nahin koi
jism ke andar jo suraj tap raha hai
khuun ban jaa.e to phir ThanDa karenge
ye aur baat ki vo tishna-e-javab raha
saval us ka magar gunjta faza men tha
koi Thahartaa nahin yuun to vaqt ke aage
magar vo zakhm ki jis kaa nishaan nahin jaataa
jism ke andar jo suraj tap rahaa hai
khuun ban jaae to phir ThanDaa kareinge
har roz dikhaai dein sab log vahin lekin
jab DhunDne niklein to miltaa hi nahin koi
is raaz ke baatin tak pahunchaa hi nahin koi
kyuun lauT ke ghar apne aayaa hi nahin koi
masala ye hai ki us ke dil mein ghar kaise karein
darmiyaan ke faasle kaa tai safar kaise karein
the us ke haath lahu mein hamaare gharq magar
zaraa bhi sharm na aai use mukarte hue
Ghazalग़ज़ल
raushni se kis tarah pardaa kareinge
रौशनी से किस तरह पर्दा करेंगे
kisi bahaane bhi dil se alam nahin jaataa
किसी बहाने भी दिल से अलम नहीं जाता
dil ki ye aag bujhaa di kis ne
दिल की ये आग बुझा दी किस ने
masala ye hai ki us ke dil mein ghar kaise karein
मसअला ये है कि उस के दिल में घर कैसे करें
thaa abas khauf ki aaseb-e-gumaan main hi thaa
था अबस ख़ौफ़ कि आसेब-ए-गुमाँ मैं ही था
ab ke junun huaa to garebaan ko phaaD kar
अब के जुनूँ हुआ तो गरेबाँ को फाड़ कर





