khvabon par ikhtiyar na yadon pe zor hai
kab zindagi guzari hai apne hisab men

Fatima Hasan
Fatima Hasan
Sherशेर
See all 26 →khvabon par ikhtiyar na yadon pe zor hai
ख़्वाबों पर इख़्तियार न यादों पे ज़ोर है
raat dariche tak aa kar ruk jaati hai
रात दरीचे तक आ कर रुक जाती है
sukun-e-dil ke liye ishq to bahana tha
सुकून-ए-दिल के लिए इश्क़ तो बहाना था
puuri na adhuri huun na kam-tar huun na bartar
पूरी न अधूरी हूँ न कम-तर हूँ न बरतर
main ne maan ka libas jab pahna
मैं ने माँ का लिबास जब पहना
kya kahun us se ki jo baat samajhta hi nahin
क्या कहूँ उस से कि जो बात समझता ही नहीं
Popular Sher & Shayari
52 totalraat dariche tak aa kar ruk jaati hai
band ankhon men us ka chehra rahta hai
sukun-e-dil ke liye ishq to bahana tha
vagarna thak ke kahin to Thahar hi jaana tha
puuri na adhuri huun na kam-tar huun na bartar
insan huun insan ke me.aar men dekhen
main ne maan ka libas jab pahna
mujh ko titli ne apne rang diye
kya kahun us se ki jo baat samajhta hi nahin
vo to milne ko mulaqat samajhta hi nahin
raat dariche tak aa kar ruk jaati hai
band aankhon mein us kaa chehra rahtaa hai
sukun-e-dil ke liye ishq to bahaana thaa
vagarna thak ke kahin to Thahar hi jaanaa thaa
ulajh ke rah gae chehre miri nigaahon mein
kuchh itni tezi se badle the un ki baat ke rang
dikhaai detaa hai jo kuchh kahin vo khvaab na ho
jo sun rahi huun vo dhokaa na ho samaaat kaa
bhuul gai huun kis se meraa naata thaa
aur ye naata kaise TuuTaa bhuul gai
main ne maan kaa libaas jab pahnaa
mujh ko titli ne apne rang diye
Ghazalग़ज़ल
main TuuT kar use chaahun ye ikhtiyaar bhi ho
मैं टूट कर उसे चाहूँ ये इख़्तियार भी हो
miri zamin pe lagi aap ke nagar mein lagi
मिरी ज़मीं पे लगी आप के नगर में लगी
jin khvaahishon ko dekhti rahti thi khvaab mein
जिन ख़्वाहिशों को देखती रहती थी ख़्वाब में
vafaa-sarisht huun duuri mein bhi mohabbat hai
वफ़ा-सरिश्त हूँ दूरी में भी मोहब्बत है
bikhar rahe the har ik samt kaaenaat ke rang
बिखर रहे थे हर इक सम्त काएनात के रंग
kaho to naam main de duun ise mohabbat kaa
कहो तो नाम मैं दे दूँ इसे मोहब्बत का





