Sher
navah-e-lafz-o-ma.ani men guunj hai kis ki
koi bata.e ye 'amjad' ki ham bata.enge
G
Ghufran AmjadGhufran Amjad
navah-e-lafz-o-ma.ani men guunj hai kis ki
koi bata.e ye 'amjad' ki ham bata.enge
koi jugnu koi taara koi suraj koi chand
aur ajab baat ki mahrum-e-ujala sab hain
kab se banjar thi nazar khvab to aaya
shukr hai dasht men sailab to aaya
koi jugnu koi taaraa koi suraj koi chaand
aur ajab baat ki mahrum-e-ujaalaa sab hain
navaah-e-lafz-o-maaani mein guunj hai kis ki
koi bataae ye 'amjad' ki ham bataaeinge
kab se banjar thi nazar khvaab to aayaa
shukr hai dasht mein sailaab to aayaa
masaafat ki garaan har ek saaat TuuT jaati hai
मसाफ़त की गराँ हर एक साअ'त टूट जाती है
koi do-chaar nahin mahv-e-tamaashaa sab hain
कोई दो-चार नहीं महव-ए-तमाशा सब हैं
ajab thaa zoam ki bazm-e-azaa sajaaeinge
अजब था ज़ोम कि बज़्म-ए-अज़ा सजाएँगे
dil ki miTTi chupke chupke roti hai
दिल की मिट्टी चुपके चुपके रोती है
na subh vusat na shaam vusat
न सुब्ह वुसअ'त न शाम वुसअ'त
ik khalish hai mire baahar miri dam-saaz giri
इक ख़लिश है मिरे बाहर मिरी दम-साज़ गिरी