bazm-e-takallufat sajane men rah gaya
main zindagi ke naaz uThane men rah gaya

Hafeez Merathi
Hafeez Merathi
Sherशेर
See all 20 →bazm-e-takallufat sajane men rah gaya
बज़्म-ए-तकल्लुफ़ात सजाने में रह गया
vo vaqt ka jahaz tha karta lihaz kya
वो वक़्त का जहाज़ था करता लिहाज़ क्या
raat ko raat kah diya main ne
रात को रात कह दिया मैं ने
ik ajnabi ke haath men de kar hamara haath
इक अजनबी के हाथ में दे कर हमारा हाथ
ye bhi to sochiye kabhi tanha.i men zara
ये भी तो सोचिए कभी तन्हाई में ज़रा
bad-tar hai maut se bhi ghulami ki zindagi
बद-तर है मौत से भी ग़ुलामी की ज़िंदगी
Popular Sher & Shayari
40 totalvo vaqt ka jahaz tha karta lihaz kya
main doston se haath milane men rah gaya
raat ko raat kah diya main ne
sunte hi baukhla ga.i duniya
ik ajnabi ke haath men de kar hamara haath
lo saath chhoDne laga akhir ye saal bhi
ye bhi to sochiye kabhi tanha.i men zara
duniya se ham ne kya liya duniya ko kya diya
bad-tar hai maut se bhi ghulami ki zindagi
mar ja.iyo magar ye gavara na kijiyo
haae vo naghma jis kaa mughanni
gaataa jaae rotaa jaae
shisha TuuTe ghul mach jaae
dil TuuTe aavaaz na aae
vo vaqt kaa jahaaz thaa kartaa lihaaz kyaa
main doston se haath milaane mein rah gayaa
raat ko raat kah diyaa main ne
sunte hi baukhlaa gai duniyaa
ik ajnabi ke haath mein de kar hamaaraa haath
lo saath chhoDne lagaa aakhir ye saal bhi
abhi se hosh uDe maslahat-paraston ke
abhi main bazm mein aayaa abhi kahaan bolaa
Ghazalग़ज़ल
lahu se apne zamin laala-zaar dekhte the
लहू से अपने ज़मीं लाला-ज़ार देखते थे
sitam ki tegh ye kahti hai sar na unchaa kar
सितम की तेग़ ये कहती है सर न ऊँचा कर
aabaad raheinge viraane shaadaab raheingi zanjirein
आबाद रहेंगे वीराने शादाब रहेंगी ज़ंजीरें
pi kar chain agar aayaa bhi kitni der ko aaegaa
पी कर चैन अगर आया भी कितनी देर को आएगा
daar-o-rasan ne kis ko chunaa dekhte chalein
दार-ओ-रसन ने किस को चुना देखते चलें
gudaaz-e-dil se milaa sozish-e-jigar se milaa
गुदाज़-ए-दिल से मिला सोज़िश-ए-जिगर से मिला





