Sher
ham is shahr-e-jafa-pesha se kuchh ummid kya rakkhen
yahan is hav-hu men khamushi ko kaun likkhega

Hijab Abbasi
ham is shahr-e-jafa-pesha se kuchh ummid kya rakkhen
yahan is hav-hu men khamushi ko kaun likkhega
dua hi vaj.h-e-karamat thoDi hoti hai
ghazab ki dhuup men barsat thoDi hoti hai
hai jab tak dasht-paima.i salamat
rahegi abla-pa.i salamat
ham is shahr-e-jafaa-pesha se kuchh ummid kyaa rakkhein
yahaan is haav-hu mein khaamushi ko kaun likkhegaa
duaa hi vajh-e-karaamaat thoDi hoti hai
ghazab ki dhuup mein barsaat thoDi hoti hai
hai jab tak dasht-paimaai salaamat
rahegi aabla-paai salaamat
jo shahr-e-vahshat mein jaa basaa ho vo kyaa sukun-o-qaraar likkhe
जो शहर-ए-वहशत में जा बसा हो वो क्या सुकून-ओ-क़रार लिक्खे
mere qadmon se ik rahguzar baandh kar
मेरे क़दमों से इक रहगुज़र बाँध कर
hai jab tak dasht-paimaai salaamat
है जब तक दश्त-पैमाई सलामत
duaa hi vajh-e-karaamaat thoDi hoti hai
दुआ ही वज्ह-ए-करामात थोड़ी होती है
main aksar sochti huun zindagi ko kaun likkhegaa
मैं अक्सर सोचती हूँ ज़िंदगी को कौन लिक्खेगा