kis qadar gunahon ke murtakib hue hain ham
jo sukun luTta hai baar baar is ghar ka
Ikram Mujeeb
Ikram Mujeeb
Sherशेर
kis qadar gunahon ke murtakib hue hain ham
किस क़दर गुनाहों के मुर्तकिब हुए हैं हम
is hasin manzar se dukh ka.i ubharne hain
इस हसीन मंज़र से दुख कई उभरने हैं
kam zara na hone di ek lafz ki hurmat
कम ज़रा न होने दी एक लफ़्ज़ की हुरमत
hijr ki masafat men saath tu raha har dam
हिज्र की मसाफ़त में साथ तू रहा हर दम
ek dard ki lazzat barqarar rakhne ko
एक दर्द की लज़्ज़त बरक़रार रखने को
Popular Sher & Shayari
10 totalis hasin manzar se dukh ka.i ubharne hain
dhuup jab utarni hai barf ke makanon par
kam zara na hone di ek lafz ki hurmat
ek ahd ki saari umr pasdari ki
hijr ki masafat men saath tu raha har dam
duur ho ga.e tujh se jab tire qarin pahunche
ek dard ki lazzat barqarar rakhne ko
kuchh latif jazbon ki khuun se abyari ki
is hasin manzar se dukh kai ubharne hain
dhuup jab utarni hai barf ke makaanon par
kam zaraa na hone di ek lafz ki hurmat
ek ahd ki saari umr paasdaari ki
hijr ki masaafat mein saath tu rahaa har dam
duur ho gae tujh se jab tire qarin pahunche
kis qadar gunaahon ke murtakib hue hain ham
jo sukun luTtaa hai baar baar is ghar kaa
ek dard ki lazzat barqaraar rakhne ko
kuchh latif jazbon ki khuun se aabyaari ki
Ghazalग़ज़ल
aur hi kahin Thahre aur hi kahin pahunche
और ही कहीं ठहरे और ही कहीं पहुँचे
maut si khamoshi jab un labon pe taari ki
मौत सी ख़मोशी जब उन लबों पे तारी की
zahr mein bujhe saare tiir hain kamaanon par
ज़हर में बुझे सारे तीर हैं कमानों पर
ye kamaal bhi to kam nahin tiraa
ये कमाल भी तो कम नहीं तिरा
ai khudaa bharam rakhnaa barqaraar is ghar kaa
ऐ ख़ुदा भरम रखना बरक़रार इस घर का





