hamare dil ki tarah shahr ke ye raste bhi
hazar bhed chhupa.e hue se lagte hain

Kashif Husain Ghair
Kashif Husain Ghair
Sherशेर
See all 29 →hamare dil ki tarah shahr ke ye raste bhi
हमारे दिल की तरह शहर के ये रस्ते भी
kya kahen aur dil ke baare men
क्या कहें और दिल के बारे में
zamin hamvar ho kar rah ga.i hai
ज़मीं हमवार हो कर रह गई है
hamari zindagi par maut bhi hairan hai 'gha.er'
हमारी ज़िंदगी पर मौत भी हैरान है 'ग़ाएर'
in sitaron men kahin tum bhi ho
इन सितारों में कहीं तुम भी हो
kuchh aisi bhi dil ki baten hoti hain
कुछ ऐसी भी दिल की बातें होती हैं
Popular Sher & Shayari
58 totalkya kahen aur dil ke baare men
ham mulazim hain is idare men
zamin hamvar ho kar rah ga.i hai
uDi hai dhuul vo daman se mere
hamari zindagi par maut bhi hairan hai 'gha.er'
na jaane kis ne ye tarikh-e-paida.ish nikali hai
in sitaron men kahin tum bhi ho
in nazaron men kahin main bhi huun
kuchh aisi bhi dil ki baten hoti hain
jin baton ko khalvat kam paD jaati hai
na ham vahshat mein apne ghar se nikle
na sahraa apni viraani se niklaa
bane hain kaam sab uljhan se mere
yahi atvaar hain bachpan se mere
zindagi mein kasak zaruri thi
ye khalaa pur tiri kami se huaa
haal puchhaa na kare haath milaayaa na kare
main isi dhuup mein khush huun koi saaya na kare
kyaa chaahti hai ham se hamaari ye zindagi
kyaa qarz hai jo ham se adaa ho nahin rahaa
mere andar kaa shor hai mujh mein
varna baahar to khaamushi hai yahaan
Ghazalग़ज़ल
mujh se mansub hai ghubaar miraa
मुझ से मंसूब है ग़ुबार मिरा
miri aankhon ko dhoka ho rahaa hai
मिरी आँखों को धोका हो रहा है
kaun thaa jis ne udaasi ki paziraai ki
कौन था जिस ने उदासी की पज़ीराई की
miri tarah koi barbaad hone vaalaa nahin
मिरी तरह कोई बर्बाद होने वाला नहीं
saath rah kar bhi koi saath kahaan detaa hai
साथ रह कर भी कोई साथ कहाँ देता है
charaagh-e-ta'alluq bujhaa dene vaale
चराग़-ए-त'अल्लुक़ बुझा देने वाले





