Sher
sub.h gar sub.h-e-qayamat ho to kuchh parva nahin
hijr ki jab raat aisi be-qarari men kaTi
K
Khwaja Aminuddin AmeenKhwaja Aminuddin Ameen
sub.h gar sub.h-e-qayamat ho to kuchh parva nahin
hijr ki jab raat aisi be-qarari men kaTi
galiyan ghair se sunate ho
haan miyan aur tum se kya hoga
main dar-guzra sahib-salamat se bhi
khuda ke liye itna barham na ho
subh gar subh-e-qayaamat ho to kuchh parvaa nahin
hijr ki jab raat aisi be-qaraari mein kaTi
gaaliyaan ghair se sunaate ho
haan miyaan aur tum se kyaa hogaa
main dar-guzraa saahib-salaamat se bhi
khudaa ke liye itnaa barham na ho
ham ahl-e-fan nahin hain yaa ahl-e-sukhan nahin
हम अहल-ए-फ़न नहीं हैं या अहल-ए-सुख़न नहीं
jaane kyaa baat hai kyon shor machaa rakhaa hai
जाने क्या बात है क्यों शोर मचा रखा है
badle na gae ham se to haalaat abhi tak
बदले न गए हम से तो हालात अभी तक
jis kaa dil aap ne liyaa hogaa
जिस का दिल आप ने लिया होगा
dil pe guzre hue haalaat kise pesh karun
दिल पे गुज़रे हुए हालात किसे पेश करूँ