Quote
"ruuh ki gahra.iyon men Duub kar dekha karo ek dhoka hai nazar ka ye sarasar samne"
M
Maslihuddin Ahmad Aseer KakorviMaslihuddin Ahmad Aseer Kakorvi
ruuh ki gahra.iyon men Duub kar dekha karo
रूह की गहराइयों में डूब कर देखा करो
film ki gardish se tasviren badalti hi rahin
फ़िल्म की गर्दिश से तस्वीरें बदलती ही रहीं
ruuh hai mahv-e-tamanna husn hai mast-e-tarab
रूह है महव-ए-तमन्ना हुस्न है मस्त-ए-तरब
ada-e-husn ne bakhshi hai taqat-e-parvaz
अदा-ए-हुस्न ने बख़्शी है ताक़त-ए-परवाज़
dil ki hai sarmaya-dar-e-izzat o namus-e-husn
दिल कि है सरमाया-दार-ए-इज़्ज़त ओ नामूस-ए-हुस्न
DhunDne vaalo zara zauq-e-nazar bhi chahiye
ढूँडने वालो ज़रा ज़ौक़-ए-नज़र भी चाहिए
"ruuh ki gahra.iyon men Duub kar dekha karo ek dhoka hai nazar ka ye sarasar samne"
"film ki gardish se tasviren badalti hi rahin umr-e-rafta ka na aaya phir vo manzar samne"
"ruuh hai mahv-e-tamanna husn hai mast-e-tarab ik niyaz-o-naz ka barpa hai mahshar samne"
"ada-e-husn ne bakhshi hai taqat-e-parvaz hava-e-shauq men uDta huun bal-o-par na sahi"
"dil ki hai sarmaya-dar-e-izzat o namus-e-husn hai yahi markaz yahi hai da.era mere liye"
"DhunDne vaalo zara zauq-e-nazar bhi chahiye varna lakhon hi zamin-o-asman dekha kiye"
ruuh ki gahraaiyon mein Duub kar dekhaa karo
ek dhokaa hai nazar kaa ye saraasar saamne
film ki gardish se tasvirein badalti hi rahin
umr-e-rafta kaa na aayaa phir vo manzar saamne
ruuh hai mahv-e-tamannaa husn hai mast-e-tarab
ik niyaaz-o-naaz kaa barpaa hai mahshar saamne
adaa-e-husn ne bakhshi hai taaqat-e-parvaaz
havaa-e-shauq mein uDtaa huun baal-o-par na sahi
dil ki hai sarmaaya-daar-e-izzat o naamus-e-husn
hai yahi markaz yahi hai daaera mere liye
DhunDne vaalo zaraa zauq-e-nazar bhi chaahiye
varna laakhon hi zamin-o-aasmaan dekhaa kiye