hai khushi apni vahi jo kuchh khushi hai aap ki
hai vahi manzur jo kuchh aap ko manzur ho
Mirza Maseeta Beg Muntahi
Mirza Maseeta Beg Muntahi
Sherशेर
See all 34 →hai khushi apni vahi jo kuchh khushi hai aap ki
है ख़ुशी अपनी वही जो कुछ ख़ुशी है आप की
azaan de ke naqus ko phunk kar
अज़ाँ दे के नाक़ूस को फूँक कर
ka.aba-o-dair ek samajhte hain rind-e-pak
काबा-ओ-दैर एक समझते हैं रिंद-ए-पाक
khud rahm kijiye dil-e-ummid-var par
ख़ुद रहम कीजिए दिल-ए-उम्मीद-वार पर
yuun intizar-e-yar men ham umr bhar rahe
यूँ इंतिज़ार-ए-यार में हम उम्र भर रहे
hai daulat-e-husn paas tere
है दौलत-ए-हुस्न पास तेरे
Popular Sher & Shayari
68 totalazaan de ke naqus ko phunk kar
tujhe har tarah kab pukara nahin
ka.aba-o-dair ek samajhte hain rind-e-pak
paband ye nahin hain haram-o-halal ke
khud rahm kijiye dil-e-ummid-var par
aaphi nikaliye koi surat nibah ki
yuun intizar-e-yar men ham umr bhar rahe
jaise nazar gharib ki allah par rahe
hai daulat-e-husn paas tere
deta nahin kyuun zakat is ki
khud rahm kijiye dil-e-ummid-vaar par
aaphi nikaaliye koi surat nibaah ki
tere baazaar-e-dahr mein gardun
ham bhi aae hain ik qabaa ke liye
jalaa kar zaahidon ko mai-kashon ko shaad karte hain
giraa kar masjidon ko mai-kade aabaad karte hain
piiri hui shabaab se utraa jhaTak gayaa
shaaer huun meraa misra-e-saani laTak gayaa
baad marne ke Thikaane lag gai miTTi miri
khaak se aashiq ki kyaa kyaa yaar ke saaghar bane
tohmat-e-jurm-o-khataa hirs-o-havaa ghaflat-e-dil
ham ne baazaar se hasti ke liyaa kyaa kyaa kuchh
Ghazalग़ज़ल
mumkin mujhe jo ho be-riyaa ho
मुमकिन मुझे जो हो बे-रिया हो
fughaan-o-aah se paidaa kiyaa dard-e-judaai ko
फ़ुग़ान-ओ-आह से पैदा किया दर्द-ए-जुदाई को
dar pe us shokh ke jab jaa baiThaa
दर पे उस शोख़ के जब जा बैठा
dair-o-haram ko chhoD ke ai dil chal baiTho maikhaane mein
दैर-ओ-हरम को छोड़ के ऐ दिल चल बैठो मयख़ाने में
yaad hai roz-e-azal us ne kahaa kyaa kyaa kuchh
याद है रोज़-ए-अज़ल उस ने कहा क्या क्या कुछ
fughaan-o-aah hai har-dam pukaar rakhtaa hai
फ़ुग़ान-ओ-आह है हर-दम पुकार रखता है





