Sher
kaun sunta hai havaon ki ajab sargoshiyan
aur jaati hain hava.en dar-ba-dar kis ke liye

Mohammad Khalid
kaun sunta hai havaon ki ajab sargoshiyan
aur jaati hain hava.en dar-ba-dar kis ke liye
avval-e-ishq ki saa.at ja kar phir nahin aa.i
phir koi mausam pahle mausam sa nahin dekha
kaun suntaa hai havaaon ki ajab sargoshiyaan
aur jaati hain havaaein dar-ba-dar kis ke liye
avval-e-ishq ki saaat jaa kar phir nahin aai
phir koi mausam pahle mausam saa nahin dekhaa
pas-e-shaam-e-alam kisi mahr-e-nigaah ko dekhte the
पस-ए-शाम-ए-अलम किसी महर-ए-निगाह को देखते थे
pas-e-nazzaara koi lahr si thi paani tak
पस-ए-नज़्ज़ारा कोई लहर सी थी पानी तक
ye paimaana sharaab-e-tez se bharne nahin deti
ये पैमाना शराब-ए-तेज़ से भरने नहीं देती
varaa-e-lutf koi ibtilaa nikalnaa thaa
वरा-ए-लुत्फ़ कोई इब्तिला निकलना था
fasl jo chaahein kaaTnaa bo bhi nahin sakte
फ़स्ल जो चाहें काटना बो भी नहीं सकते
DhunD leti hain koi mahtaab saa manzar kahin
ढूँड लेती हैं कोई महताब सा मंज़र कहीं