chand yadon ke diye thoDi tamanna kuchh khvab
zindagi tujh se ziyada nahin manga ham ne

Moid Rasheedi
Moid Rasheedi
Sherशेर
See all 138 →chand yadon ke diye thoDi tamanna kuchh khvab
चंद यादों के दिए थोड़ी तमन्ना कुछ ख़्वाब
us baar ujalon ne mujhe gher liya tha
उस बार उजालों ने मुझे घेर लिया था
jo bichhaD gaya vo mila nahin ye saval tha
जो बिछड़ गया वो मिला नहीं ये सवाल था
ham yahi samjhe the ik dil hi to hai apne liye
हम यही समझे थे इक दिल ही तो है अपने लिए
isi javab ke raste saval aate hain
इसी जवाब के रस्ते सवाल आते हैं
sina-e-shahr men hai virani
सीना-ए-शहर में है वीरानी
Popular Sher & Shayari
277 totalus baar ujalon ne mujhe gher liya tha
is baar miri raat mire saath chali hai
jo bichhaD gaya vo mila nahin ye saval tha
jo mila nahin vo bichhaD gaya ye kamal hai
ham yahi samjhe the ik dil hi to hai apne liye
ham kahan samjhe the itna sar-phira ho ja.ega
isi javab ke raste saval aate hain
isi saval men saara javab Thahra hai
sina-e-shahr men hai virani
shahr abad kar ke dekh liya
itnaa aasaan nahin lafzon ko ghazal kar lenaa
shor ko sher banaane mein jigar lagtaa hai
bichhaDte vaqt kahnaa thaa bahut kuchh
main kyaa kahtaa judaa hone se pahle
ab eatibaar nahin meri jaan kisi kaa nahin
charaagh sab ke liye hai dhuaan kisi kaa nahin
mujh ko paane ki tamanna mein vo gharqaab huaa
main ne saahil ki tamanna mein use khoyaa hai
bichhaD gai thi vahi shai jo meri thi hi nahin
jo mere the hi nahin vo judaa hue bhi to kyaa
havas ki dhuup mein phailaa hai shor-e-khalq-e-khudaa
sunaa kisi ne nahin bastiyon mein girya-e-khaak
Ghazalग़ज़ल
kis ke hisse mein hairat thi kis ko jashn manaanaa thaa
किस के हिस्से में हैरत थी किस को जश्न मनाना था
ai meri jaan ye pechidgi nahin maa'lum
ऐ मेरी जान ये पेचीदगी नहीं मा'लूम
main ne khoyaa hai tujhe yaa ki tujhe paaya hai
मैं ने खोया है तुझे या कि तुझे पाया है
zindagi ke udaas lamhe the
ज़िंदगी के उदास लम्हे थे
ye zindagi jo mujhe ajnabi si lagti hai
ये ज़िंदगी जो मुझे अजनबी सी लगती है
kyaa baat hui ki saare manzar Duub gae hairaani mein
क्या बात हुई कि सारे मंज़र डूब गए हैरानी में





