us se milne ki khushi baa'd men dukh deti hai
jashn ke baa'd ka sannaTa bahut khalta hai

Moin Shadab
Moin Shadab
Sherशेर
See all 28 →us se milne ki khushi baa'd men dukh deti hai
उस से मिलने की ख़ुशी ब'अद में दुख देती है
vo vaqt aur the ki buzurgon ki qadr thi
वो वक़्त और थे कि बुज़ुर्गों की क़द्र थी
is zaviye se peD lagaya hai bhaa.i ne
इस ज़ाविए से पेड़ लगाया है भाई ने
teri nigah to is daur ki zakat hui
तेरी निगाह तो इस दौर की ज़कात हुई
sardi aur garmi ke uzr nahin chalte
सर्दी और गर्मी के उज़्र नहीं चलते
sahafiyon ko kahan hal-e-dil suna baiThe
सहाफ़ीयों को कहाँ हाल-ए-दिल सुना बैठे
Popular Sher & Shayari
56 totalvo vaqt aur the ki buzurgon ki qadr thi
ab ek buDha baap bhare ghar pe baar hai
is zaviye se peD lagaya hai bhaa.i ne
aata nahin zara sa bhi saaya miri taraf
teri nigah to is daur ki zakat hui
jo mustahiq hai usi tak nahiin pahunchti hai
sardi aur garmi ke uzr nahin chalte
mausam dekh ke sahab ishq nahin hota
sahafiyon ko kahan hal-e-dil suna baiThe
ye ek baat ka.i zaviyon se likkhenge
kisi ko dil se bhulaane mein der lagti hai
ye kapDe kamre ke andar sukhaane paDte hain
sardi aur garmi ke uzr nahin chalte
mausam dekh ke saahab ishq nahin hotaa
dil ek hai to kai baar kyuun lagaayaa jaae
bas ek ishq bahut hai agar nibhaayaa jaae
nae tarz ki colony mein sab kuchh ek saa hai
apnaa ghar bhi haath baDi mushkil se aataa hai
umr bhar ko miraa honaa bhi nahin chaahtaa vo
mujh ko aasaani se khonaa bhi nahin chaahtaa vo
us se milne ki khushi baa'd mein dukh deti hai
jashn ke baa'd kaa sannaaTaa bahut khaltaa hai
Ghazalग़ज़ल
bas ik nazar mein dil-o-jaan figaar kartaa hai
बस इक नज़र में दिल-ओ-जाँ फ़िगार करता है
kis ehtiyaat se sapne sajaane paDte hain
किस एहतियात से सपने सजाने पड़ते हैं
us ko hamaari zaat se inkaar bhi nahin
उस को हमारी ज़ात से इंकार भी नहीं
be-mausam hi aankhon mein bhar jaate hain
बे-मौसम ही आँखों में भर जाते हैं
jalaa ke aankhein siyaah shab ko khangaalnaa hai
जला के आँखें सियाह शब को खंगालना है
sabr kareinge jab tak ishq nahin hotaa
सब्र करेंगे जब तक इश्क़ नहीं होता





