Sher
beTe men chahe laakh kharabi ho 'mukhtasar'
shadi ke vaqt ba.is-e-income zarur hai
M
Mukhtasar AzmiMukhtasar Azmi
beTe men chahe laakh kharabi ho 'mukhtasar'
बेटे में चाहे लाख ख़राबी हो 'मुख़्तसर'
b-a men paDh raha hai ye knowledge ka haal hai
बी-ए में पढ़ रहा है ये नॉलिज का हाल है
karo na hind men baat ittihad-e-millat ki
करो न हिन्द में बात इत्तिहाद-ए-मिल्लत की
main ro raha huun ye to jahan se chala gaya
मैं रो रहा हूँ ये तो जहाँ से चला गया
beTe men chahe laakh kharabi ho 'mukhtasar'
shadi ke vaqt ba.is-e-income zarur hai
b-a men paDh raha hai ye knowledge ka haal hai
naqshe men lucknow ko kahe kanpur hai
karo na hind men baat ittihad-e-millat ki
ki is se hote hain amrikiyon ke kaan khaDe
main ro raha huun ye to jahan se chala gaya
apni bala ko mere gale se laga gaya
beTe mein chaahe laakh kharaabi ho 'mukhtasar'
shaadi ke vaqt baais-e-income zarur hai
b-a mein paDh rahaa hai ye knowledge kaa haal hai
naqshe mein lucknow ko kahe kanpur hai
karo na hind mein baat ittihaad-e-millat ki
ki is se hote hain amrikiyon ke kaan khaDe
main ro rahaa huun ye to jahaan se chalaa gayaa
apni balaa ko mere gale se lagaa gayaa