"guftugu ki tum se aadat ho ga.i hai varna men janta huun baat karti hai kahin tasvir bhi"

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi
Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi
Sherशेर
See all 12 →guftugu ki tum se aadat ho ga.i hai varna men
गुफ़्तुगू की तुम से आदत हो गई है वर्ना में
vahshiyon ko qaid se chhuTe hue muddat hui
वहशियों को क़ैद से छूटे हुए मुद्दत हुई
fikr-e-ma.al thi na gham-e-rozgar tha
फ़िक्र-ए-मआल थी न ग़म-ए-रोज़गार था
tum aise be-khabar bhi shaaz honge is zamane men
तुम ऐसे बे-ख़बर भी शाज़ होंगे इस ज़माने में
dekhna hai kis men achchhi shakl aati hai nazar
देखना है किस में अच्छी शक्ल आती है नज़र
fana hone men soz-e-sham.a ki minnat-kashi kaisi
फ़ना होने में सोज़-ए-शम'अ की मिन्नत-कशी कैसी
Popular Sher & Shayari
24 total"vahshiyon ko qaid se chhuTe hue muddat hui gunjta hai shor ab tak kaan men zanjir ka"
"fikr-e-ma.al thi na gham-e-rozgar tha ham the jahan men aur tira intizar tha"
"tum aise be-khabar bhi shaaz honge is zamane men ki dil men rah ke andaza nahin hai dil ki halat ka"
"dekhna hai kis men achchhi shakl aati hai nazar us ne rakkha hai mire dal ke barabar a.ina"
"fana hone men soz-e-sham.a ki minnat-kashi kaisi jale jo aag men apni use parvana kahte hain"
vo nigaah-e-sharmagin ho yaa kisi kaa inkisaar
jhuk ke jo mujh se milaa vo ek khanjar ho gayaa
banne lage hain daagh sitaare khushaa nasib
taarik aasmaan shab-e-intizaar thaa
yaa dil hai miraa yaa tiraa naqsh-e-kaf-e-paa hai
gul hai ki ik aaina sar-e-raah paDaa hai
guftugu ki tum se aadat ho gai hai varna mein
jaantaa huun baat karti hai kahin tasvir bhi
vahshiyon ko qaid se chhuTe hue muddat hui
gunjtaa hai shor ab tak kaan mein zanjir kaa
fikr-e-maaal thi na gham-e-rozgaar thaa
ham the jahaan mein aur tiraa intizaar thaa
Ghazalग़ज़ल
us ne mai pi ke sar-e-bazm jo saaghar ulTaa
उस ने मय पी के सर-ए-बज़्म जो साग़र उल्टा
subh ko hashr bhi hai kaT gai gar aaj ki raat
सुब्ह को हश्र भी है कट गई गर आज की रात
rahaa karte hain mai-khaanon mein ham pir-e-mughaan ho kar
रहा करते हैं मय-ख़ानों में हम पीर-ए-मुग़ाँ हो कर
tire vaade kaa har ik ko agar e'tibaar hotaa
तिरे वादे का हर इक को अगर ए'तिबार होता
hijr mein naashaad duniyaa se dil-e-muztar gayaa
हिज्र में नाशाद दुनिया से दिल-ए-मुज़्तर गया
pas-e-tauba hadis-e-mutrib-o-paimaana kahte hain
पस-ए-तौबा हदीस-ए-मुतरिब-ओ-पैमाना कहते हैं





